Always Say Ya Ali(a.s) Madad
Assalam-o-Alikum
Allah apnay bandoon sey :
Aey Ibn-e-Adam:
"""Eik teree chahat hey eik meree chahat hey,per hoga wohee jo meree chahat hey,pas aggar tu ney supurad kerdeeya uss key jo meree chahat hey,tu main wo bhi doon ga jo teree chahat hey,aggar tu ney supurad na kia uss key jo meree chahet hey tu main tujhey thaka dooon ga uss main jo teree chahat hey ,phir hooga wohee jo mereee chahat hey"""
* kainat main sirif aik cheez moojood hey yanii noor-e-khuda aur baaqii sab kuch gair moojood hey
* tooba kerna aasan hey magar gunha choorna mushkil
* jo baat kisi ko kuch deynay main hey kisi sey kuch leynay main nahii
* dunia kii museebatain halkii kerna chahet hoo tu gunha na karoo
* insaan ka sab sey bara dushman uss ka nafs hey
* eik samjhdaar aalim shaitan per hazar abidoon sey ziada bharee hoota hey


kuch achii batain
* jis key kaam rab sanwarta hey uss key kaam banday keysay beegarsaktay hain
* jo shakish doolat key isteymal sey darta hey wo doolat paney ka mustahiq nahii
* jo shaisk irradey ka pakka hoo wo duniya ko apnii marzee k mutabiq dhaal sakta hey
* dunia main zindageee kii sansain bohat kam hain aur qabar kii zindagee bohat taweel
* aeysee neykii karoo jissey ziada sey ziada log faizyab hoon
* apney aap ko sab sey behtar samjh leyna jahalat hey her aadmee ko apnay sey behtar samjhna chahey
* dinia kii sab sey baree gareebee beyaqlee hey
* jo aadmee dua nahii mangta Allah uss kii dua qabool b nahii kerta
* ziada hansna moot sey gaflat kii neeshani hey ,naseehat key leeye moot hii kafee hey
